संवादलेखन मालकीन और नौकरानी के बीच
Answers
Answer:
Malkin: aaj kal tum kaam hi nahi karte ho bas koi na koi bahane se kahin par chale jaate ho aur kaam to bilkul saaf hi nhi ye kya hai????
naukar: mai kaam kaise karunga aap meri paghaar bhi to nahi badhati ho.
malkin: kaam se pehle daam ki baat karte ho aur kaam ek dam ganda aur tumhe paghaar bhi to waqt par milti hai na phir??
naukar: paghaar waqt par to mil jaati hai par vohi 2000 me mai kya kya karun ghar k bhi to kharche hote hai na.
malkin: jakar doosre naukaron ko dekho poore 1000 rupay bhi nahi milte aur 2000 milne par badhane ki baat karte ho; nai chahiye tumare jaisa naukar aur bohot se saste naukar mil jayenge mujhe samjhe ab jao yahan se .
naukar: ha ha mujhe bhi koi shauk nhi hai yahan par kaam karne ka mujhe bhi aur bohot si sasti malkine mil hi jayengi chalta hu....
malkin: jao jao darwaza waha par hai...
hope it helps...