Hindi, asked by mar8itis9ingh, 1 year ago

स्वच्छ ईंधन बेहतर जीवन

Answers

Answered by monu7bishnoi
0
Behtar jeevan jeene ke kai maayne  aur tarike hai unme se ek hai achha aur saaf vatavaran . jab aas paa ska vatawarn achha aur khuli sawans lene layak hi to jeevan mai aaram milta hai . lekin aaj kal hum dekh rhe hai ki charo taraf dhuwa aur pradudhan hi hai . sadak pe gandgi  hai aur hawa mai kaalikh hai . agar hum wajah jaane ne ki kosish kre to ye hi pata chalta hai ki .hum urjaa sroto ke roop mai kya prayog kr rhe hai . Petrol aur diseal k andhadun proyog ne watavan ko had se jaayda pradushit kr diya hai . Aur gaon mai bhi pet kaate jaaa rhe hai ghar k chule jalane k liye . upaay ye hi hai ki hum wahno  mai CNG gas ka prayog kre jis se pradushan kam failega . aur wahan ki umaar bhi badegi .khana pakane k liye LPG gas  ka prayog kre . naa ankho mai paani naa hi ghar ka watawaran kharab hoga . Ajkal sarkaar bhi bahut yojnaaye chal rahi hai LPG k prachar k liye . 
Agar indhan sawchh hoga to koi pradushan nhi hoga aur jeevan yakinan behtar hoga aur log kam bimaar padeneg . Desh ka bhavishya ujawaal hoga .
Similar questions