Social Sciences, asked by heplme5547, 10 months ago

स्वच्छता बनाए रखने के लिए कौन-कौन से उपाय करने चाहिए? चार का उल्लेख कीजिए

Answers

Answered by vipinsingh89140
2

Answer:

(1) swachhata banae rakhne ke liye hamen Apne Charon aur Ka vatavaran saf suthra rakhna chahie

(2) hame hr ek time me safai ko dhayan me rakhte huye Gandgi phailne or phaylane pr vishesh dhayan dena Chahiye

3 hamen Apne gharon ki saaf safai vishesh roop se Karni chahie

4 hamen Apne aaspaas ke parivesh ko ganda hone se bachana chahie

aur hamen Apne sharir ki bhi vishesh rup se svchchhta rakhni chahie

Similar questions