Hindi, asked by lSilkrjen8nudnp, 1 year ago

स्वच्छता का महत्व बताते हुए अपने छोटे भाई को पत्र लिखिए।

Answers

Answered by monu7bishnoi
41

Priya chhote bhai ,

Rohit ,

Kaise ho ? hume tumhara rajya istariya Football team mai chayan hone par grav hai aur apkon dher saari badhaayi. Ab tumhe humesha sawasth aur tandurast rahne padega . ap par jimmedaari badh gyi hai . team ke prati aur savayam ke prati bhi .

Jaisa ki hum jaante hai safayi rakhane se  hum kam beemar padte hai. Agar hum apne aas paas safayi rakhenge to hum sawasth rahenge aur hamara parayawaran bhi thik rahega. Charo aur faili hui gandgi hi kai mahamaariyo aur bimaariyo ka karan banti hai . Jaisa ki hume pata hai ki gandgi se chuhe aur cockroach aate hai jo ki plgue aur anya bhayankaar  bimaariya failate hai . Ab jab poora  desh Sawachha abhiyaan se juda hua hai to hume bhi peeche nhi hatna chahiye . hum bhi hamara yogdaan de . Apne aas paas naailyo mai paani jama naa hone dena   aur kachra naa failne dena tum . hum apne kamare ki safayi krte rahna . kyuki savath sariir hi savawasth jeevan ka aadhaar hai .

 

Tumhara Agraj

Rahul

 

Similar questions