स्वतंत्रता प्राप्ति के समय भारत की सर्वाधिक जनसंख्या कार्यरत थी
Answers
Answered by
10
Answer: oopniwesek sasko dwara rche gye aarthik nitiyo ka dhyey bhart ka aarthik wikash nhi tha apitu apne mul dhes ke aarthik hito ka sanrachan
or sanwardhan hi tha en nitiyo ne bhart ki
arthwaywastha ke swarup ke mul rup ko badal dala.
- explanation: ak toh wea bhart ko england me wiksit ho rhe aadhunik udhyogo ke liye kachhe mal ka niryat banana chahte the
- Wae un udhyogo ke utpadan ke liye bhart ko ak wisal bajar bhi banana chahate the eske prinamswrup bhart ak khastahalt arthwaywastha ban kar rh gya am. mukharji ke anusar,"1857-1956 ke bich partiwyakti aay ki warsik wredhedar0.5% prati wrs jitni kam thi ath angrenge sasn ke dooraan bhartiye arthwaywastha ak khastahalt arthwaywasthi rhi angrenge sasn smapt hone par wea bhart ko ak khokhali or esthir arthwaywastha ke rup me chorkar gyen
Similar questions