Hindi, asked by Anonymous, 1 year ago

Sabd aur pad me antar. Mention 3points

Answers

Answered by Arnav582002
3
hope this helps yu....
Attachments:

Arnav582002: do mark as brainliest
Anonymous: Can u please give me three easy points between them. Ur language is of very deep hindi. I didn't know hindi well. Tell three easy points please. Then I will mark u brainliest
Answered by Anonymous
4
Varno ke sarthak samooh ko shabd kehte hain.
Jab shabd ka prayog vakya me hota hai, to vah pad ban jaata hai.

Shabd se Pad ki rachna hoti hai.

Jaise,-
Kamal, Rashtriya, Pushp, Humara, Hai
Yeh Shabd hain. Jab inka prayog vakya me hota h, to yeh pad ban jaata hai,- Kamal Humara rashtriya Pushp hai.

Similar questions