Hindi, asked by abuzarsiddique4612, 10 months ago

Safalta pane ke liye Uttam Swasthya avashyak hai apne Mitra ko Patra likhkar bataiye

Answers

Answered by Anonymous
14

Answer:

Mitra ko patra

Explanation:

Krishika Kumari

B-54,Golika Bhawan

Mumbai

Priya sakhi,

Yum to jaanti hi ho ki aajkal ke samay main bohot competition hai.Isilye sabhi student,college ke student,office karmachari sabhi bohot mehnat karte hain.Aaj ke samay main yadi koi vyakti jeevan main kuch banna chahta to usse bohot kade competition main baithna padta hai.Magar student zyada mehnat le chakkar main apna swasthya per dhyaan not date.Her bimari ki jad kewal stress aur tension hain.Padhayi himesha class ka sang sang to karni chahiye aur ek ghanta did khelne aur park main ghoomne ka liye rakhna chahiye

Aur hum dono to IAS banna chahte hain.Hum dono ko bohot mehnat ki zarurat hai main liberary se kayi kitaabein padhti hum aur ghar lejaker padhti hun.

Tumbhi padhayi main mann lagao aur mere sang liberary jaaker kitaabein padha karo.Hinson bohot mehnat karni hogi.Apna dhyaan rakhna

Tumhari priya sakhi

Nikita Kumari

Similar questions