Hindi, asked by Nehalunthi, 7 months ago

Sahas aur Shakti Ke Sath vinarmata Ho To behtar hai is kathan per aap apne vichar likhiye​

Answers

Answered by pihu892
5

Answer:

mark as brainliest answer

Explanation:

sahas aur shakti vyakti ke amulya gun h but vinamrata ke bina koi bhi vyakti safal nahi hota hai aur wo kabhi bhi sarvagunna samparnaa nhi kehlata hai. vinay bhav s ishwar bhi insan k aadhin kiye ja sakte hai. vinamrata ke sath hone pr dusre log hme prem bhavana dete hai. vinamrata dwara kisi ke bhi hridya ko jeeta ja sakta hai

thanks my answer please

Similar questions