Hindi, asked by Sarveshkamle, 1 year ago

• 'सहयोग की भावना के बारे में अपने विचार लिखिए।​

Answers

Answered by pragati5344
22

Answer:

sehyog

sehyog ka matlab hai madat .

Hame sabki madat karni chahiye. Chahe woh baacha ho ya buddha.

Agar hm kisi ki madat karenge toh woh hamari madat karega.Example is story chiti aur kabootar jaise chiti pani mein doob rahi thi toh kabootar ne chiti ki madat ki aur badle mein chiti ne kabootar ki madat ki isliue hame sab ki madat karni chahiye.

Similar questions