Hindi, asked by shruti0305, 1 year ago

sahayog ka mahatva speech​

Answers

Answered by supriyayadav1000
2

Answer:

sahyog ka mahatv

bhumika: sahyog ek aisa hathiyar hai jiske karad ham badi se badi jang jeet sakte hai. sahyog ka matlab hota hai ki bahot jaise koi insan hai aor use madad ki jajurat hai to kuchh log uski sahayata karte hai use hi sahyog kahte hai.

sahyog ka mahatv: sahyog ka hamaare jeevan me bahot mahatv hai. ye socho sahyog se kya nahi ho sakta. sahyog se bahot kuchh ho sakta hai. ham kuchh bhi kar sakte hai. kisi gareeb ka sahyog karke uski life bana sakte hai. ham sab ek dusre ka sahyog karke apne desh ki life bhi bana sakte hai. akela modi kuchh nahi kar sakta lekin hamare sath milkar bahot kuchh kar sakta hai. ham bhi ek vikshit desh ban sakte hai. socho kab tak vikashshil bane rahoge yrr. isliye kahti hoon kabhi pubg se nikalkar apne desh ke bare me bhi socha karo. guru randhawa ke gano se nikalkar desh ko age badane ke bare me socha karo.

ye sab akele nahi hoga sahyog se hoga

ab to ap samajh hi gaye sahyog ka mahatv. thanks everyone.

Explanation:

agar achha na ho to sorry agar theek thaak ho to ap bhi happy aor mai bhi happy

Aor bhool mat jana sahyog ke bare me sochna

Similar questions