Hindi, asked by adlakhameena94, 1 month ago

सकारात्मक दृष्टिकोण का प्रैक्टिस इन इस जीवन पर प्रभाव विषय पर उदाहरण दीजिए​

Answers

Answered by aniket20052911
0

PRATYEK MANUSHYA KO APNE KARY AVEM KAAM SAKARAATMAK RUP AVEM KHUSHI SE PURN KARNA AVASHAK HAI. ISS KARNVASH HAMARA KARY BHI SARAL RUP SE PURN TATHA AASAANI SE HO JATA HAI. YADI KOI MANUSHYA JEEVAN ME SABHI KARY SAKARAATMAK AUR JOSH SE PARIPURNA KARNE KI KOSHISH KARTA HAI, TO NISANDEH VO DUNIYA KO JEET LENE KA SAMARTH RAKHTA HAI. UDDHARAN KE TAR PE AAP KAI VYAKTI JINHE JEEVAN ME SAFALTA PRAPT HUI HAI UNHE LE SAKTE HAI , JAISE KI GANDHI JI, UNKE SAMNE KAI SARI CHUNOTI AVEM MUSHKILE AAI PARANTU UNHONE HAR NAHI MANI AVEM SAKARAATMAK SOCH REKHNE KE KARN UNKA KARY TATHA UDESH PURN HO GAYA. PRATYEK MANUSHYA KO SAKARAATMAK SOCH RAKHNI CHAHIYE AUR APNE JEEVAN SE SANTUSHT REHNA CHAHIYE.

THANK YOU!

Similar questions