sakaratmak or akaratmak kriya me kya difference hai
Chiranjeeb:
ok
Answers
Answered by
0
Hey it is Sakarmak and akarmak kriya.
Sakarmak kriya me karm (object) ki avasyakta hoti h. Yah kriya karm (object) k bina apurn(uncomplete) h.
In short, isme karm(object) rahta h.
Akarmak kriya: - isme karm(object) ki avasyakta nhi hoti.
Like :- Ram sota h.
Sumit gir gaya.
Hope it helps.

Similar questions