Hindi, asked by harshilgill2735, 1 year ago

Sakarmak tatha akarmak kriyao ki pehechan kis prakar hoti he 3-3 udaharan de ker samjhaiye.

Answers

Answered by Grasper
1

Sakarmak kriya - Jis wakya me kriya k saath , karm ki upasthiti hoti hai.

Eg.-Ram aam khata hai.

Is wakya me kya ka uttar milta hai .Jaise Ram kya khata hai?

Ram aam khata hai. Isme aam ki upasthti hai.

Chidiya akash me udti hai.

Sita bajar jaati hai.

Isme akash aur bajar kya ka aur kaha ka uttar dete hai.

Isliye ye sakarmak kriya hai.

Akarmak kriya- jis wakya me kriya k saath karm ki upasthti nhi rahti ho.

Eg.-Ram khata hai.

Sita jaati hai.

Chidiya udti hai.

Isme kya aur kaha ka uttar nhi milta isliye ham ise akarmak kriya khte hai.

Thanku

If it helped you pease mark it as brainliest.

Similar questions