Sakarrmak aur akarmak kriya ki pehchan kese hoti hai?
Answers
Answered by
2
Answer:
sakarmak kriya matlab jis kriya ka prabhav kisi aur cheez par pade
ex:- bacha roti kha raha hai
to is udharan me kriya ka prabhav roti par pad raha hai so this is sakramak kriya
akarmak kriya matlab jis kriya ka prabhav karta par padhe then it's akramak kriya
ex:- bacha kha raha hai
to is me kriya ka prabhav bache par pad raha hai
Similar questions