Hindi, asked by spoiltgenius, 1 year ago

sakhiyo k madhyam se kabir ka ishwar aur bhakti k prati dristikon
plzz tell it's urgent. ...
I'll surely mark it as a brainliest

Answers

Answered by nikhileshdiya2003
0
SAAKHIYO me Kabir ji ne jahan ek or prem ki mahetvata ka gun-gan kafi badh-chadh kar kiya hai vahi dusri or unhone ek aadarsh sant ke lakhshano se hame avgat karaya hai.

Unhone sant ke guno ko batate hue yeh kaha hai ki sachcha sant vahi hai jo dharm, jati aadi par vishwas nahi karta. Unke anusar is jagat me gyan se badhkar aur kuch bhi nahi hai. Unhone gyan ki mahima ke baare me batate hue kaha hai ki koi bhi apne jaati ya kaam se chota ya bada nahi hota balki apne gyan se hota hai.

Unhone apne "SAAKHIYON" me us samay samaj me faile andhwishvas tatha anya trutiyon ka khul kar virodh kiya hai.

Sorry I didn't used hindi words......
hope this helps you friend

nikhileshdiya2003: please mark as brainliest answer if my answer deserves
spoiltgenius: it's awesome
nikhileshdiya2003: Thanks for marking my answer as brainliest
Similar questions