समाचार पत्र का महत्व 150 words
Answers
Answer:
Samachar ka mahatva Hamare Jeevan mein bahut hi Achcha hai aur labhdayak hai Hamen Samay Samay per Desh Mein Hone Wali ghatnaon Ka Pata Chalta Hai Taki Ham shatak ho sake aur aage wali Yojana Ko Aane ko dekh sake ki Kaisi Putri ho rahi hai Bharat mein anekon rape murder Chori chakari ine sab se Hamen Agar Kiya Jata Hai Samachar Patra ka bahut hi Bada hissa Hamare Jivan Mein Ek Hai Jiske dwara Ham Kafi chij Jante Aur pahchante Hain usse Hamen yah Maloom padta hai Ki Aakhir Desh Mein Koi chij mahangi To Nahin Hui sabji mahangi hoti hai aur Hamen man Bhar jata hai ki sabji Kaisi kitne kilo petrol pump per Kai 75 per Kabhi 80 rupaye per Marte Hain iska Hamen Pata ho jata hai ki kitne rupaye Bade aur kitne rupaye ghante Hamare Desh Mein Samachar Patra se Kafi Hamen Aaram Milta hai aur ham Kafi chij Jante Aur pahchante Hain isase Ham Sab Kuchh sikhate hain aur Hamen Desh Mein hone wali ghatnaon ki Suchna Samay Samay per milati rahti hai dhanyvad aapko Yad ho to please like
Answer:
aaj kal duniya mein bahut sare samachar uplabdh hai per samachar hamari jindagi mein bahut hi upyogi hai samachar se hamen bahut sare jankari milati hai Jaise kisi ka accident hona chori hona aur bahut kuchh per samachar hamen bahut sara Dhyan deta hai