समानता और न्याय में क्या संबंध है
Answers
Answered by
1
dono hi baate alag hai isme samanta tab hoti hai jab hum do logo ke beech saman bhao rkhte hai or yeh bhi keh skte hai jab do byaktiyo ke beech soch saman ho to use samante kehte hai.
nyay tab hota hai jab do byaktiyo me kisi ne dusre ke sath koi b apradh Kiya ho ya pratadit Kiya ho or jab pehla vyankti usko saja dilwana chahe or dusre vyakti ko saja mil jaye to ise nyay kha jayega.
Similar questions