samas kaise hote h or unke example
Answers
ANSWER : SHABDON KO SANSKRIPT YAANI CHOTTA KARKE LIKHNAE KI PRAKRIYA (PROCESS) KO SAMAS KHETAE HAI. SAMAS ANEK SHABDON KAE EIK SHABAD KI TARAH HI HOTE HAI BUT DONO MAE PHIR BHI ANTAR HAI ARTHAT DONO SAMAAN NAHI HAI.
SAMAS MAE SHABDON KO SANSKRIPT ROOP MAE LIKHNAE KAE LIYE KARAK KI VIBHAKTI CHIHANO KA UPYOG KIYA JATA HAI .
JIS SHABD KO KARAK KI VIBHAKTIYO DWARA SANSKRIPT KARKE LIKHA JA SAKE WO SAMASIK SHABD KHELATE HAI AUR UNHAE SANSKRIPT KARKE LIKHNAE KI PRAKRIYA KO SAMAS - VIGRAHA KHETAE HAI JO KARAK KI VIBHAKTIYO KAE SAHAYTA SAE KI JATI HAI.
SAMASIK SHABDON KA SAMAS VIGRAHA KARNAE KO HI SAMAS KHETAE HAI ( OTHER FORM OF DEFINATION OF SAMAS ).
For Example : 1.Rog Grast - Rog Sae Grast - Tatpurush Samas (Apadaan Tatpurush Samas)
2. Harimirch : Hari Hai Jo Mirch - KARAMDHARYA SAMAS
3. GHANSHAYAM : GHAN(BADAL) KAE SAMAN SHYAM (SAVLA) - KARAMDHARYA SAMAS
4. CHANDRAMOLI : CHANDRA (CHAAND) HAI MOLI (MAATHE/FOREHEAD) PAR JISKAE ARTHAT SHIV JI - BAHUVRIHI SAMAS
5. TERANGA - (i) Teen Rango Ka Samooh/samahaar - Divugu Samas
(ii) Teen Hai Rang Jismae Arthat Bhartiya Rashtriya Dhwaj (Flag) - Bahuvrihi Samas
6. Yathashigra - Jitna Shigra (jaldi) Ho Sake - Avyayibhaav Samas
And Many More Examples Too.