Hindi, asked by sharmilrana6793, 11 months ago

Samas Kise Kahate Hain Bahubali samas karmadharaya samas samas samas ke bare mein samjhaie

Answers

Answered by sahilkalka2018
1

Answer:

Explanation: samas - samas voh save rachna hai jismein do ya do se adhik , drissti se paraspar swatantra sabansh rakhne Wale Milkar naye sabdon ki rachna karte Hain

Bahubri samas - His samas ka na purbpad Pradhan ho na Uttar padh Pradhan ho arthat voh donon Milkar tishre sabdon ki aur Sanket karte Hain .

Karmdharya samas- samas jismein purb pad aur uttarpad Ka upman hota hai .use karmdharya samas kehte Hain.

Dhanyabad

Asha karta hoon ki aapko Mera answer aaacha lage

Similar questions