Hindi, asked by Talib6383, 1 year ago

Samas kise kahte hai kitne prakar ke hote hai sabki paribasha avam udahrad likho?

Answers

Answered by saloni146
0
paraswar sambadhit do ya tatodhik pada ko ek pada me prakash karne ki prakriya ko samas kehete he. samas ko arth padhnya drusti se 6bhag me bibhakta kia gaya he
1-tatpurush samas
2-karmadharya samas
3-duigu samas
4-duanda samas
5-bahubrihi samas
6-abyayibhaba samas
Similar questions