Hindi, asked by Basi009, 9 months ago

Samay ka mooly: Please can you help me by writing a small essay on this topic for grade 1

Answers

Answered by devchandra1957
0

Essay:- Samay ka mulay

Samay hmare Zindagi ka ek bahut hi mahtvapurna hissa hain ya hm ye kahe ki Samy hi vh hissa h jishme hm apni Zindagi ko jite Hain. Samy kishi ke bas me nhi h, Samy kavi v rukta nhi h , yah hr ek prani ke liye ek samaan hota h. Yh kishise yeh nhi puchta ki tm Ameer ho ya garib , tum swastha ho ya bimar , yh hm se hmara parichya kvi nhi puchta lekin yh hmara parichya jaroor bnta h. Jaise agr koi rog mukta h , apni zindagi ko acche se ki RHA h toh ush vaykti ka parichya bn jata h ki vh vykti shukhi h . Samy ka mol koi vya nhi kr skta. Yaa yh kh lu ki Samy amulya h. Koi Samy ko nhi kharid skta lekin Samy kishi aadmi ko khara v kr skta h aur gira v skta h.

Ish or me ek Kavita ki panktiya bolna chahunga............

Samay sda balvan rha Hr koi Samy se Hara Samay lda h tufano se Samay bna angara Samay lda h tufano se Samay ke aage ish jhan me nhi tufan uthta Kitna v praytn kro samay nhi rukta h

Thanks a lot

Similar questions