Hindi, asked by qwerty31539, 10 months ago

Samay ka sadupyog per nibandh​

Answers

Answered by kusumalatha315
3

Explanation:

  • Samay Kabhi rukta Nahin Hai Samay ka Chakra Hamesha chalta rahata hai isliye Har vyakti ko Samay ke sath sath Chalna chahie aur apne Jivan ke Samay Ka sadupyog Karna chahie Samay ka durupyog karne wala vyakti Kabhi Kuchh Nahin rahata aur na hi vah Apne Jivan Mein Kamyab ho sakta hai

  • Jis Prakar Samudra ke Lahar Kisi Ki Pratiksha nahin karti theek Usi Prakar Samay kisi ke Pratiksha Nahin Karte Bita Hua Samay Kabhi Laut kar wapas Nahin Aata isliye Hamare liye Jeevan Mein sabse bahumulya agar koi Vastu Hai To vah Samay hi Dhan ki Hani hoti hai to use Puneprapt Kiya Ja sakta hai Kintu Samay Agar Hamara vyakti chala jata hai to use Wapas laane ka koi Marg Nahin

  • Prakriti Har Karya Samay par Karti Hai Surya Samay per Hoti Hai Mausam Samay anusar Badalte Hamen Samay Ka sadupyog Karna sikhana chahie Samay ko Anmol Kaha gaya hai
  • Aaj kare so kal karo ab Kare se aaj karo
Similar questions