Hindi, asked by anamika75000, 6 months ago

samay yadi hath se nikal jaye to laut ke nahi aata.jo byakti samay ka satupyog karte he,vahi jeevan main safhal hote he.aalashy manushya ka sabse bada shatru he. aalsi manushya samay ka sadupyog na kar apni unnati ke marg suam hi band kar leta he .bidyarthio ke liye to samay amulya dhan he.samay ka sadupyog karne bale bidhyarthi jeevan ke har chetra mein safhalta paate he.isliye hame aaz ka kaam kal par na chod kar aaz hi karna chaiye . samaz ki sabhi maahan hasthiyo samay ka sadupyog kiya. yahi kaaran he ki unke kary v unki jeevan shelli, aaz bhi hame prerna pradan karti he. prashna? a-kon se byakti jeeban main safhal hote he. b-manushya ka sabse bada shatru kon he? c-bidhyarthiyo ke liye amulya dhan kya he? d-gadhyansh ka uchit sheershak likhiye? plz give me answer in hindi

Answers

Answered by nihalkhan76
0

Answer:

a) jo byakti samay ka satupyog karte hai wahi jeewan mae safal hote hai

b) alasee manushya ka sabse bada shatru hai

c) vidyarti kae liye to samay amulya dhan hai

Similar questions