समय ही धन है पूरा पाठ का प्रश्न उत्तर
Answers
Answered by
2
Answer:
Samay hi dhan hai balki samay ka mahatva dhan se bhi adhik anmol hai kyuki ek baar agar hamare hath se samay nikal jata hai to phir wo kabhi wapas nahi aata hai. Bite hua samay ko hum wapas prapt nahi kar sakte hai. Samay ko barbaad karne wala khud barbaad ho jata hai. prithvi par sabse jyada mahatvapurna chij jo hai wo samay hi hai. Samay ko barbaad karne wala sabse bada murkh kahlata hai. Samay ke upar ek kahawat bhi hai ki "samay aur jwar bhata kisi ki pratiksha nahi karte" .
Explanation:
Mein umid karta hu ki itna awasya kafi hoga.
agar aapko Mera yeh uttar pasand aaya ho to aapse winti hai ki isse brainliest answer ka asthan awasya de.
Aapka apna Sidhant Verma.
Similar questions