समय के महत्व को बताते हुए पिता और पुत्र के बीच हुए संवाद को 50-60 शब्दों में लिखिए|
Answers
Explanation:
pita-beta thumare exams aa rahe hain . tumhe phone se jyada padahi pe dhyan dena chaiye
putr-pita ji main thodi der mein padh lunga
pita - thik hain beta
kuch smay bad
pita ji fhir kamre mein aate hain aur puchte hain
beta tumene apni padai kar le?
putr- ji pitaji bas karne hi ja raha tha.
pita ji - [gusse mein] tumhe 1 ghente se jyada ho gaya phone mein lage huye maine tumse kaha tha na ki padai kar lena .
putr- pitaji mera exam pursaw hain .main kal arram se padh longa pakka.
pita-ji nahi , tumahare scheool se message aaya hain ki tumhara exan kal hi hain
putr- areyt nahi ab main kya krunga ab toh raat bhi ho gyi hain main kal tak kaise padhunga.
pita-tumhe patah hain ki ek bar jo samay chala jay woh wapas nahi atta .
ab raat bhar padai karo aur subah phir padai karna aur itne tumare exam kahatam nahi hoite phone ko aath bhi mat lagana.
putr= ji thik hain pita ji