Hindi, asked by vagheladg1, 9 months ago

समय का सदुपयोग अनुच्छेद​

Answers

Answered by asthajaiswal645
5

Answer : Samay ek ghumta chakra hai, behta paani ek baar beh jaane par lautkar nahi aata, atah samay anmol hai, iska sadupyog karna chahiye. pratek karya nishchit samay par karna chahiye. uchit samay par kam nahi kiya jaye toh us karya kisi safalta par sandeh ho jaata hai, uchit samay kisi prateeksha karni padti hai. samay ko apni upeksha pasand nhi hai. yadi saari gadiyan samay par chale Or samay par pahunche toh manushya ka samay n jaa sakta hai. Gandhiji, Ishear chandra Vidyasaagar jaise mahaan purushon ne samay par swayam karya karke logo ko samay ke sadupyog ke baare mein bataya hai. Tabhi toh kaha gaya hai -

kal kare so aaj kar, aaj kare so abb

pal pralay aayegi, bahuri karega kab.

Hope it helps.

Please mark it brainliest answer

Answered by Anonymous
1

same as above answer I hope it will help you please mark as brainliest thanks and follow me guys

Similar questions