'समय मूयवान है। 'वषय पर 80 शमअनुछेद लखए
Answers
Answered by
0
Answer:
samay mulyavaan hai
Explanation:
samay bahut mulyavan hai . hame ise nasht nahi karna chahiye. hame samay ka sadupayog karna chahiye. jab kisi insaan ki train choot jati hai to vapas nahi aati hai thik usi tarah samay bhi agar chala jata hai to vapas nahi ata hai isliye hame kabhi samay barbaad nahi karna chahiye. samay hame dhanwan ,balwan, aur gyanwan banata hai.yadi hum samay ka mulya samajh jaye to shayad duniya me aisa koi kaam nahi hoga jo hum nahi kar sakte.
Similar questions