समय परिवर्तनशील है, फिर नई पीढ़ी के सामने अपने जमाने बात की दोहराना कहा तक उचित है।
किस तरह की सामाजिक जागरूकता लाने की आवश्यकता है I
Answers
Answered by
0
Answer:
Badlav aur samajik jagrukta
Explanation:
Badlav to prakratik hai.Swabhavik hai.Her cheez her vastu,samay ke saath badalte hain.Samay ke saath chalna hi behtar rehta hai.
Magar kuch log Aisa nhi maante,wo nayi peedi ki soch Ko nhi maanta.Wo aaj bhi puraane samay Ko hi behter maante hain.Wo nayi peedi ki har baat Ko chahe wo unka rehen sehen,khaan paan aur Anya baaton Ko galat thehraane main lage rehte hain.
Puraane samay ke logon Ko yeh samajhna chahiye ki nayi peedhi ki apni soch hai.Unki baat Ko bhi Sunna samajhna chahiye aur naayi takneek Ko apnane se hichkichana nhi chahiye.Hmein samay ke sang chalna chahiye werna samay aage Nikal jaayega aur hum picche reh jaayenge
Similar questions