Samjho aap bharat hai aur aapka mitra america hai. In dono desho ki mitrata par ek kahani likhiye. Pls tell. V urgent. Thanku
Answers
Answered by
0
Bharat ek samay jab takneeki roop se apne sabhi padosi desho aur dosto se pichhad raha tha aur jab uski garibi bad rahi thi .jansansakhya par bhi koi lagaam nhi thi . charo aur hatasha ka mahol tha . to ek din yu hi use apne door baithe dost america ki yaad aayi . Use pat achal ki america bahut achh a kr raha hai har serta mai . unke pass sak takneeke hai kaam krne ki . kisi tarah usne amreica ka pata lagaya aur baat krne ki koshis ki . america bhi saalo baad apne dost ko dekh ke babut khus hua . jab bharath ne apni samshyaa batayi to america bhi soch mai pad gya ki kya kre. kyu ki jansankhya aur barirbi bahut hai . roj gaar k bhi sadhan kam hai . phir kisi tarah America ne dimaag laga ke bharat ko world bank se loan dilwaya aur bahut si samsyaako ka samadhaan mil kr khojne ka wada kiya . samay k saath dheere dheere ishtti sudharti gayi aur sab kuch thik hine laga .. amerecia ne bataya ki ytumhaare paas bahut pratkrtit ke sadhan hai unka fayada uthao aur kuch kro . janshankhya ko kaamgaar banao aur naymit kro . issi bech america bhi apni badhati takneeki uchaayo se ek achheb samshyaa mai pad gya . sab kuch tha par sukh aur saanti nhi thi . jab ye baat bharat ko batayi wo bharat ne bola chinta mat kro .hum apko saanti aur sayam ka raasta batayenge . yog aur anusasan se sab sahi ho jaayega . jeevan khush haal hoga . America bahut khush hua . aur dono ki dosti aur gehari ho gyi !!
Similar questions
Computer Science,
8 months ago
English,
8 months ago
Chemistry,
8 months ago
English,
1 year ago
Social Sciences,
1 year ago
English,
1 year ago
Social Sciences,
1 year ago