Hindi, asked by ShikharB3616, 1 year ago

Sampan varg tatha nirdhan varg ke adhikariyion ke paksh v vipaksh me apne vichar 100 shabd me vyakt kijiye

Answers

Answered by Anonymous
1

Answer:

Sampan varg ke adhikaari

nirdhan varg ke adhikaari

Explanation:

Pakash main

Sampan varg ke adhikaari lalchi pravriti ke hote isiliye hum yeh keh sakte hain wo aur dhan paane ka lalach karte hain.Aisa isiliye kyunki wo sampannta main rehte hain aur isilye ab unki zarooratein badh gyi hain.

Wahin nirdhn varg ke adhikaari saada jeevan jeenewale aur sadharan tareeke se jeenewale hota hain isiliye bohot imandaar hota hain

Vipaksh main

Sampann varg ke adhikaari apne jeevan main Sukh samridhh hote hain isiliye hum keh sakte hain ki wo bhrashtachar ko aage nhi badhayenge aur imandari se kaam karenge.

Nirdhan varg ke adhikari

Is varg ke log bhi lalach main aaker beimaani ka raasta apna sakte hain

Similar questions