Samvad lekhan about two freinds talking about yoga day
Answers
Answered by
9
Arav : Hello Tanmay. Kaise ho tum?
Tanmay: Oh! hello Arav Mai toh thik hu tum batao mere dost.
Arav: Mai bhi bilkul thik. Yahan kaise aana hua?
Tanmay: Arey! aaj national yoga divas haina isliye mai yahan yoga karne aaya tha taaki sabko pata chala ki mai bhi yog me bharosa rakhta hu.
Arav: Hahaha arey tum bhi kya bekar ki chijo me padd gaye. Yahan aaram se 5 minute baithne ka bhi time nhi hai aur tumhe yoga ki padi hai.
Tanmay: Aisa matt bolo. yoga karne se hum tandurust bante hai hum me self confidence aata hai humare sharir ko karodo khattarnak bimaari se bachav milta hai. Desh ke har ek nagrik Ko ek din me Kam se Kam ek aadha ghantha yoga ko jarur dena chahiye.
Arav: Tum sahi bol rahe ho dost! Mujhe maaf karna. Aaj se mai bhi yoga karunga sath hi Apne parivar walo ko bhi protsahit krunga. Dhanyawaad mitra. Chalo mai bhi tumhare saath chalta hu.
Tanmay: Jarur mitra chalo chale.

Similar questions