Samvad lekhan . between a good customer and a rude shopkeeper in hindi please answer it fast
Answers
Answered by
5
Shri Ram kirana store :
Samay: subah 10 baje
Ganesh Dukaan malik aur grahak subham
Subham : Ganesh chacha ye samman ki list hai peck kr do ,
Ganesh : bolo
subham: 5 kg aata , 1 lt. tel , 2 kg daal , 5 mosquito killer liquidator, 3 vim bar , 5 kg rice aur 10 cream biscuit , 2 toothpaste aur 5 chocolate.
Ganesh : thik hai ruko , 10 minute
7 mintute baad
Ganesh : rice abhi bazar se aa raha hai , sonu (Dukaan pe kaam krne wala ladka , age- 20 saal ) lene gya hai . 12 baje ghar pahucha denge
subham : ok , thik hai chacha
ganesh : aur ye liqivadtor to 2 hi hai . baki kal le lena .
Subham : kya chach a, phir hai kya apke pass. chalo ab sabkla total kr do aur dicount bhi de do
Ganesh : arre discount to pahle se hi de diya hai , fikar mat kro .
1100 hue hai 950 laga hara hu .
Subham : nahi chacha 900 hi dugaa,wais ebhi aap se hi saamaan lete hai humesha.
Ganesh : thik hai 925 de do . baaki agali baar aur thik se bhaav lagaa denge .
Subham : thik , wo baki saamaan yaad se bhijva dena ghar . main jaata hua . jaldi hai
Ganesh : haa , pakka .
anshu6812:
I am asking you the samvad between a good customer and a bad shopkeeper who is taking ruddy to his customer
Answered by
11
ग्राहक: "टमाटर कितने का
है?"
सब्जी वाला: "साहब 50
रूपये किलो।"
ग्राहक: "इतना महंगा!
गाजर कितने की है?"
सब्जी वाला: "60 रूपये
किलो है पर आपको 55 रूपये किलो में दे दूँगा।"
ग्राहक: "आजकल
सब्जियों के दाम इतना क्यों बढ़ गए हैं?"
सब्जी वाला: "साहब
क्या करें, महंगायी का जमाना है।"
ग्राहक: "अच्छा, आधा
किलो टमाटर और आधा किलो गाजर दे दो।"
सब्जी वाला: "यह
लीजिये।"
Similar questions
English,
7 months ago
Math,
7 months ago
Chemistry,
7 months ago
Environmental Sciences,
1 year ago
Biology,
1 year ago
English,
1 year ago
Social Sciences,
1 year ago