Hindi, asked by Umesh707, 1 year ago

samvad on vigayan ke labh aur hani

Answers

Answered by RabaabZahidah
1
Hum apko kuch labh aur haani likh de rahen hain
 Labh-
•ek jagah se dusri jagah koi jankari bhejna asan ho gaya hai,asan hi nahi kaafi tezi se ho jata hai
•Behtar sanchar
•jankari kahi bhi aur kabhi bhi bahut asani se pahunch sakti hai
•behtar zindagi,kyuki IT, aise bade bade firms me logon koa employment behtar ho raha hai
•behtar shiksha
•behtar manoranjan
•creativity ko enhance karta hai
•ab online booking,shopping vagaira isi ki phal hai
 •Hum bahari duniya yaniki space ke bare me jankari hasil kar sake hain
• Kheti bhadi me vigyan ka bada haath hai
 
Ab hani dekhe?
•Sala,pura waqt bachhe is social networking pe ullu ki tarah apni aankhen chipkaye bethtey hain. Ab this can lead to various ailments:
- kamzor dikhayee dena
-padhai se dhyan hatna
vagaira
•Is vigyan ne khel kood ko kam kar dia hai. Jahan dekho log phone lekar bethe rehte hain
•Vigyan badhane ke liye,nature yanike prakruti ka vinash ho raha hai. ( ye building vagaira banne ke liye,jagah zaruri hai jo prakruti ka nasht karke milthi hai )
• vigyan ne bombs ka aavishkar kia, ise log ghayal hote hain,marte hain,sadhano ka vinash hota hai aadi
•aaj kal badhiya gaadiyan dekhne ko milti hai, jo pollution bole to pradooshan create karti hai.. aur aisi gaadiyan bhi hai jo battery vagaira se chalti hain..
•global warming ho rahi hai, indirectly ya directly yeh isi ka karan hai
Likhne ko bahot hai lekin ye mera opnion hai.

Cheers!

Similar questions