samyavadi vichar ke sansthapak kaun the
Answers
Answered by
2
Karl Marx
कार्ल मार्क्स का जन्म 5 मई 1818 को जर्मनी में हुआ था । वे दार्शनिक, अर्थशास्त्री,
समाजशास्त्री, राजनीतिक सिद्धांतकार, पत्रकार और समाजवादी क्रांतिकारी थे ।
Answered by
2
Samyavadi Vichar ke Sansthapak "Karl Marx" the.
Step by step Explanation:
- Karl Marx ka Janm 1818 mein Germany me hua tha, Karl Marx ek itihaskar,darshanik and patrakar the.
- Karl Marx ne 1841 me Doctorate ki degree piuri karne ke bad "Samyavad{Comminism}" ka vichar diya tha.
- Samyavad (Commmunis} ek aisi vichardhara hai jisme sabhi Vargo{community} ko abarabar mankar ek sath rakha jayega.
- Karl marx ne apne dwara likhi hui pustak "Das capital" me Samyavad ka bahut ache se sabhi muddo par varan kiya hua hai.
Similar questions