sana sana hath jodi me kha gaya h Ki katao pr kisi Dukaan ka na Hona vardan h Esa Kyu? bharat k Anya prakartik sthano ko vardan banane me navyuwako Ki kya bhumika ho skti h?? explain
Answers
Answered by
10
Hlo
कटाओ में किसी दूकान का ना होना इसलिए वरदान है क्योकि यदि दूकान होगी तो यहां कूड़ा फेलाने की संभावना है जो कि प्रकृति के लिए हानिकारक है l
भारत के अन्य प्रकृति स्थानों को वरदान बनाने मे नवयुवाओ की भूमिका प्रकृति को हानि ना करके हो सकती है l हम फैलते कूड़े को रोक सकते हैं.
Hope it will help you well friend

5
Katao me kisi vi dukaan ka na hona uske liye vardan hai kyuki yeh avivi ek paryatak sthal nahi bani hai. Agar yaha koi vi dukan hota toh logo ka aana jana vi bar jaata jiske kaaran ve khate peete aur gandagi failate...waha par gadiyo ka vi ana shuru ho jaata jiske kaarna waha ka vayu pradushit ho jaata. Lekhika ke yatra vrittant ke dwara use sirf yahi jagah mili jaha usne snowfall dekha...islie katao par dukaan ka na hona uske liye ek tarah ka vardaan hi hai..
Ek ximmedaar navyuvak hone ke hesiyat se humara kartavya hai ki hum jaha vi jay us jagah ko ganda na kare. Aur agar hume gandagi dikhe vi toh use saaf kare aur us jagah ko saaf suthra rakhe..logo ko apne paryavaran ko surakshit rakhne ke liye jagruk banaye tavi anya paryatak sthal vi sundar evang pradushan mukt rahenge...
Hope u will understand better..

Similar questions