Hindi, asked by amit2242, 1 year ago

sangit se aap kiya samajhte he

Answers

Answered by Reetika188thakur
0

sangit ek art h jo prte manushya ke andr hoti h per sbhi ish art ka use nhi krte



Reetika188thakur: prtek
Answered by Ajeet11111
0
Ji Namaskar!!

Sangit ek Kala hai or Kala hi jivan hai.

Sangit ke madhyam se hum apni mann ke baaton ko dusaro ke samne prakat kar sakte hain.

Sangit ke madhyam se hum prakriti ka varnan kar sakte hain.

Sangit ek aisa Kala hai jiske dwara hum kisi ko bhi khush kar sakte hain.

or sangit prayah sabko pasand hai.

Sab log sangit gana pasand Karte hain.

Jaise koi kaam kar rhe ho or sath me koi sangit gunguna rhe ho, isase kaam ka bojh halka hojata hai or hum mann lga ke kaam kar sakte hain.

To dosto gungunate raho, mushkurate raho or sangit ka ananad lete rho.

Dhanyavad..!!
Similar questions