Hindi, asked by naitiklangwan4230, 3 months ago

sangya sarvanam aur samaj tino ko udharan sahit samjhayie

Answers

Answered by chandrarajrupa
0

sangya: kisi prani athwa bastu ya sthan ya bhav aadi ka naam use sangya kehte hai. example: Mahatma Gandhi,Delhi, bachpan aadi.

sarvanam: sangya ke jagha prayukt hone wali shabd sarvanam kehte hai. example: hamara ,tumara ,kon aadi.

samaj: aek se anek log milkar ek samudaye banatw hai use samaj kehte hai.

Similar questions