Sanp ko chakshushrava kyu kahte hain lekhak ne sanp ke is gudh ka anubhav kab aur kaise kiya smriti path ke adhaar par charcha kare
Answers
Answer:
yah class 9 ki book me achhi tarah mil jaega.
Explanation:
smriti me lekhak ne apne bachapan ka ek yaad prastut kiya hai .
lekhak jab chitthi lekar apna chhote bhai ke sath jate hai to raste me kue me ek sarp tha jise dekhne ke liye vo kue me gaye durbhagy vash chiththi kue me gir gai usake bad chitth kue se nikalane ka me jo sangharsh hua usi ka aafe varnan hai...
Explanation:
Jab lekhak neeche chitthia lene hetu kuen mein utra to usne sanp ko dekha . Sanp ko lekhak ne chashru shrava kaha kyonki saanp ke paas sunne ki shakti nhi hoti aur vah ankho se sunta hai . Lekhak ko laga ki usne use pehchan liya hai kyonki use chahsrushrawa kehte hai
btw I am not sure about the answer that's why I searched for this question . I am in class 9 too and tomorrow is my hindi exam