Hindi, asked by vishal30, 1 year ago

sanskar aur bhavna ka uddeshya

Answers

Answered by AngeLight
7
HAMARE BHARAT SANSKRITI MEI SANSKAR BAHUT HI AHAM BHOOMIKA NIBHATI HAI. HAMARE SOCH MEI, KARM AUR SAFALTA KI UCHAIYON TAK PAHUCHNE KE LIYE RIRI RIWAAJ AUR SANSAR MAHATVPOODN HOTA HAI.USI TARAH BHAVNA BHI BAHUT HI ZAROORI HAI HAMARE JEEVAN MEI USKE BINA HAM APNE VICHAAR VYAKT NAHI KAR PAYENGE.BHAVNA MANUSHYA KA EK AISA BHAAV HOTA HAI JISSE WAH EK INSAAN MANA JATA HAI AUR AGAR WOH INSAAN BHAVNASHOONYA HOGA TO USKA MANAV REHNE KA UDDESHYA KHATAM HO JAYEGA.
Similar questions