Sanskrit ruchira class 8 chapter 2 Hindi translation of the full chapter
Answers
Answer: Bilsaya vaani n kadapi mein shuruta
Explanation: Kisi van mein khankhar naam ka sher rehta tha. Kayi dino se sher ne kuch nahi khaya tha. Usne ek gufa dekhi aur socha ki koi na koi prani to yaha aayega . Yaahi chupkar rehta hun. Issi bich vaha gufa ka swami dadhipuch namak gidhad aa gaya, usne dekha ki gufa ke ander to sher k pero ke nishan jaa rahe hai per wapsi k nahi hai. Vo samaj gaya ki sher ander hai . Usne jor se kaha are gufa tujhe yaad nahi ki jab mein wapas aau to tu mujhe awaj dekar bulayegi. Sher sochta hai shayed ye gufa roz bulati hogi per mere der se nahi bol rahi . mein hi awaz deker bulata hu. Sher ne dahad ker usse pukara, yeh sunkar gidhad vaha se bhag gaya.
Jo vyakti aane wale kal ka upaye karta hai veh sansaar mein shobha paata hai, aur jo koi upaye nahi karta veh dhukhi hota hai.
Answer:
Bilsaya vaani n kadapi mein shuruta

hope it helps
pls mark as brainliest
Explanation: