Sapne dekhna kyu Zaruri hai?
Answers
Answer:
han ,Kyon Sapne Nahin dekhenge ? To Jo Tumhen banna hai vah kaise banoge Sapna Zindagi Ka ka ek hissa hai Jo Sapne ko pura Karta Hai vah Bada ban jata hai jo Sapna pura Nahin Ho Pata Hai vah bikhar Ke Tut Jata Hai per Hamen Kabhi Haar Nahin mananiy chahie Hamen bahut mehnat Karni chahie Ham Bina mehnat Ke to Kuchh Bhi Hasil nahin kar sakte Ek Tarah Se Sapna Ek Jindagi Ki Kasauti hai agar pura hua to bahut Achcha hai Nahin to bikhar jata hai... Nahin Dekhenge Tu Jo Ham Logon Ko banna hai vah kaise banenge Sapne dekhna bahut Jaruri hai Zindagi Ka hissa Hai Sapna pura karna Sabko Adhikar hai aur dekhna bhi..Himmat Kabhi Nahin haarni chahie Agar Sapna pura Nahin bhi ho raha ho to Ham Agar Ham mehnat karte rahenge To Hamara Sapna Jarur pura Hoga isliye sab ko Sapna dekhna or pura kerne ka adhikaar h
Explanation:
please mark me brainliest