Sapno ko hruday me aane dena chahiye . Kyu
? Apne shabdo me spasht kijiye
Answers
Answered by
5
sapno ko hruday me aane dena chahiye kyonki isse hame apne sapno ko puri karne ki iccha vyakt hoti hai aur hum uss sapne ko pura karne mein apni puri takat lagate hai .aur dil se kara hua sapna ek na ek din to pura hota hi hai . agar hum dil se apne sapne ko pura karne ki than le to hume kamayabi jaroor milti hai. isliye hume sapno ko dil mein aane dena chahiye
Answered by
1
sapno ko hamare hruday me aane dena chahiye kyo ki jab aadmi sapna dekta hey voh usey pura karne ki koshish karta hey voh bahut bar haar jata hey lekin apni puri takat lagakar usse poori karne ki koshis karta hey. Voh bar bar haar sakta hey lekin kabhi na kabhi veh saphal ho jatey hey isiliye hame sapno ko hruday me aane dena chahiye " sapne voh nahi hey jo neend me aate hey sapne voh hote hey jo hame soone nahi dete "
pranayshyamkumar:
If yuh liked it plz mark is as best .........
Similar questions