saransh unko pranam kavita ka Hindi me
Answers
Answered by
23
"Unko pranam kavita main Baba Nagarjuna un sabhi logon ko pranam kerte hai jo kisi lakhya ke liye aage badhe jo jeete unko pranam,jo haare unko pranam aur jinhone apne lakya ki prapti karte karte jaan di unko bhi pranam.Kavi ka tatperya hai ki sirf jeetna zaruri nhi per aapne koshish kari wahi ek bada mahetva rakhta hai.Kai log ek lakshya jeetna chahte hai per haar ke darr se ja kisi khatre ke karan koshish bhi nhi kerte.Saransh ye hai ki chahe jeeto ya haaro per tumhare koshish kerne ke sahas ko koti koti pranam hai.Bohot log her saal Everest ki pahadi per jaate hain,kuch choti tak pahunch jaate hain,kuch nhi pahunch paate aur kuch jaan de baithte hain.Per un sabke junoon ko pranam hai
Similar questions