Sardi per nibandh Hindi mein
Answers
Answered by
1
Sardi
Sardi ek aisa mausam hai jisme log bhari aur garm kapde pehante hai.yah mausam bahut thanda hota hai.kuch jagaho par barf girti.log sardi mein garm khana pasand karte hai.soup,chai ya coffee aadi bahut pasand ki jati hai.log bahut aalsi ho jatr hai aur razai mein dubak kar baith jate hai.log ghar se bahar kam jate gai.sardi mein logo ko kaasi zukaam aur sardi hona bahut aam baat hai.sardi mein bache barf se khelte hai.jin logo ke ghar ke paas barf nhi girti ve shimla nainital aadi hillstation par jakar sardi aur barf ka luft uthate hai. Logi ko garmi se zyada sardi pasand aati hai.
Similar questions