sarhad ki kathor paristhitiyon me jeevanyapan karne wale sainikon ko kin kathinaiyon ka samna Karna padta hai? 5 panktiyan likhe
Answers
Answered by
5
saink hamare dekh ki raksha karte hai . agar vo sima par khade nahi honge to hamara desh khatre me pad jayega.
unhe har mousam ka saamna karna padta hai. chahe sardi yo garmi vo khud ki chinta na karke hamare baareme sochte hai.
unhe aantakvadiyo ka saamna karna padta hai. hamare desh ke bohot jawan sainik shahid ho jaate hai
unka sabse bada dukh to vo hamare dekh tatha hamare liye apni khushiyo or apne parivaar se door jaate hai sirf desh ke liye..
isliye hame hamesha sainiko ma samman karna chahiye.
I LOVE INDIA.
Similar questions