Hindi, asked by Motahar, 1 year ago

सत्संगति- 1)सत्संगति क्या है?2)सत्संगति का महत्व?3)विद्यार्थी के जीवन पर प्रभाव?

Answers

Answered by shobha5367
1

Answer:

satsangati hame avnati se unnati ki or le jati h,acchi sangati se hame acche Mitra ki prapti Hoti h accha Mitra Wahi hota h Jo hamare Sukh ko apna Sukh or dukh ko apna dukh samjhe.

satsangati ka mahtv-satsangati se manusy ka Jeevan prakasit ho jata h,satsangati hame galat raste se Sahi raste par le jati hai jis ki sahayata se ham Apne jivan k lakshy ko prapt karte h,

vidhyarthi jivan par prabhav- satsangati se vidhyarthi jivan par prabhav h,

iske liye ek Doha bahut prasidh h

kajal ki kothri m kitnau Sayan hoy ,ek n ek likh lagi h to lagi h,

kahne ka tatpary h ki ap bhale hi kitne b buddhman q n ho ,agr ap Galt sangati m h to iska prabhav ap par avsy hoga , isliye vidhyarthi ko hamesa acchi sangati m rahna chahiye

Similar questions