Political Science, asked by ayushupadhyay11122, 9 months ago

सत्ता में साझेदारी कैसे लोकतंत्र से जुड़ा हुआ है?​

Answers

Answered by anshusingh4020
6

Answer:

Bharat ek loktantrik Desh hai Jahan loktantra jeevit hai iski raksha ke liye sabhi Bhartiya ka Aashirwad hai sath hi loktantra ko aur adhik majbut karne ke liye vibhinn walon ke dwara Satya mein sajidari sunishchit ki jaati hai chunav per kya prakriya dwara jinde logon Ko Jeet hasil Hoti hai be Sarkar banate hain aur 5 sal ka Tak ka loktantra mein majbooti ke liye Safal prayas karte hain Jin dalon ki sarkar banti hai use sattarudh dal karte hain aur Jin ki sarkar nahin banti hai use vipakshi dal karte Hain ine donon dalon ke dwara loktantra ki raksha ki jaati hai uprokt khatron ke Aadhar per Diya humko sakte hain ki loktantra mein satta ki sajhedari nitant avashyak hai

Answered by aakashak47123
12

Explanation:

satta ki sajhedari

Jab Kisi shasan vyavastha Main Har Samajik samuh aur samuday ki bhagidari Sarkar Mein Hoti Hai To Asia satta ki sajhedari Karte Hain loktantra ka mulya Mantra hai satta ki sajhedari Kisi bhi loktantrik Sarkar Main Har Nagrik Ka hissa Hota Hai Har Hisar bhagidari ke dwara Sambhav Ho pata hai is Prakar ki shasan vyavastha mein nagriko ko is Baat Ka Adhikar hota hai ki shasan ke trikon ke bare Mein Unse slah li jaye

Similar questions