सदाचार का तावीज़' पाठ में छिपे व्यंग्य को स्पष्ट कीजिए।
Answers
Answer:
sadachar ka taabij paath mul roop se ek VAYANGNATMAK rachna hai. is rachna ke madhyam se vayangkar lekhak harishankar parsaai kahna chahte hai ki kaval bhashno, Karyekalapo, Poluciya karyewahi, netik salogno, waad wibaad aadi ke jor se kabhi bhi bharastaachaar ko jar se samaapt nahi kiya ja sakta hai. bhrashtaachaar ko samaapt karne ke liye samaaj mein insaan ko netik satar drid karna hoga. jab insaan ki netikta ka vikash hoga tabhi insaan samaaj aur rastr ka kalyaan kar sakega. Desh mein karyerat sabhi karmchaariyon ko jb unki jarurat anusaar paryaapt vetan diya jayega tb kahi jakar bharastaachaar ki nakel kasi ja sakti hai. Bharshatchaar ka lagaam lagana kisi ek insaan ka kaam nahi balki iski jimmedaari pure samaj ki hai, jise puri imaandaari se humein nibhana chahiye.
Explanation:
I hope this answer will help you
PLEASE MAKE ME AS A BRAINLIST