Math, asked by ars9h0uKavinijayath, 1 year ago

Sawach bharat swasth bharat poem

Answers

Answered by JAWAHAR1
1
In HINDI

Ham hai Swach Bharat ki pehchaan
Rkhege khud ko swach 
Ham hi to hai Bharat ka Abhimaan
Ham hai Desh se 
Desh hai hamse
Ham hai iske kal, ham h aaj
rkhege ham apne Bharatvarsh ki laaj
jispr hoga har bharatvasi ko naaj

Gandhi ji ka sapna krna h ab h,e pura
nahi rhega kisi  gav, shehar, gali ya mohalle me Kudaa
rhenge khud bhi swach
dusro ko bhi denge ye siksha
fir na mangega Bharat me koi bhiksha

Bharat ko ab hme Garv se uthana hai
krke rhenge ab jo hmne thaana hai
swachta banegi ab hmare Bharat ki pehchaan
ham bdhaiyege ab apne Hindustaan ka maan
ham bdhaiyege ab apne Hindustaan ki aan, baan, shaan

Swachta ko ab lana hai
gandgi ko bhagana hai
swasthaya apnana hai
swasth  sharir me hi hota hai swasth mastishk ka vaas
karna hai ab hame gandgi se faili bimario ka naash
jis se hoga hmare Desh ka Vikaas
jis se hoga hmare Desh ka Vikaas
Similar questions