Hindi, asked by gullu2000, 10 months ago

श्रीकृष्ण और सुदामा की मित्रता से संबंधित कोई कथा, प्रसंग अथवा कविता आपने अवश्य पढ़ी, सुनी व
देखी होगी। अपनी रुचि के अनुसार काव्य या गद्य में श्रीकृष्ण-सुदामा-मैत्री प्रसंग' को दस वाक्यों में LIKhlYe​

Answers

Answered by Darshana66037
1

Answer:

shreeekrushn -sudama maitri prasang

Explanation:

ek dukhi mhila mtura Me lkdi lekr aayi. uski lkdiya kisine nhi li. pr vo svabhimani thi. isiliye shree Krishna ne uske lkdiyo ke bdle Us ort ko apne pass ke chaval De diye. or us mhila ne bhkti ka prasad smjkr unko bde pyar se smbhal kr rkhke sogyi. jb shree Krishna ke chaval ko Us dukhi grib bhukhi mahila ke pass se kisi chor vyakti ne chori kr liye The tb ussne rothi huye yatna mai Us chaval Ko sharaap diya ki Us chaval ko jobhi khaayega vo sari sukh suvidha O. se dur dridri purn jivn jiyega. shrap To De diya. pr jb Us chor ko pta chala ki usme dhan na Hoke sirf chaval hai To vo chor vo chaval ki potli fekdeta hai. or vo chaval ki potli shree Krishna jaha vidya grahan krte The. vhi aashram Me vo potli tulsi ke podhe ke pass ja giri. subh jb rushi ki ptni jinhe shree kishan mata khte The unhe vo potli mili. unhone phchan liya ki yh shree Krishna ki hai or us vkt shree Krishna jangle jamun khane gye The. To mata ne vo potli sudama ke hat se shree Krishan ke pass bhej Di. sudama ne vo potli shree Krishna ko di or vh shree Krishna ke liye pani lene ndi pr chle gye. vha ek budi ort rorhi thi. sudama ne unse pucha kya huaa To usne btaya ki uski shree Krishna ne dye huye chaval ki potli kisine churali or shrap ke bare Me bhi btaya. To sudama dodkr shree Krishna ke pass gye or vo chaval unke psse cheen kr khaliye. taki dridri ka Sharp shree Krishna ko na lge isiliye vo shrap sudama ne apne uppr liya.

or jb dridri ke sal pure. huye tb shree Krishna ne dono lok sudama ke nam kr diye.

please brain list mi yrrr

Similar questions